Yeh Na Thi Hamari Qismat Nabeel Shaukat Ali Urdu Song Lyrics

Yeh Na Thi Hamari Qismat Is Fresh Urdu Mp3 Audio Song Is From The Pakistani TV Serial Drama Yeh Na Thi Hamari Qismat Sung By Nabeel Shaukat Ali Lyrics Of The Yeh Na Thi Hamari Qismat Song Is Penned By Khadim Hussain And Music Of The Yeh Na Thi Hamari Qismat Is Directed By Nabeel Shaukat Ali.

Yeh Na Thi Hamari Qismat Nabeel Shaukat Ali Details

Song Name - Yeh Na Thi Hamari Qismat
Singer - Nabeel Shaukat Ali
Music Director - Nabeel Shaukat Ali
Lyrics Writter - Khadim Hussain

Yeh Na Thi Hamari Qismat Nabeel Shaukat Ali Original Urdu Song Lyrics



Dard Mere Yeh
Ankhon Se Behte Hai
Chup Ho Zubaan Toh
Yeh Dil Se Kehte Hain
Kaise Uljhane Hain
Kaise Chayi Bebasi
Khwaab Saare Toote Toote
Roothi Hai Khushi
Qismat Ne Aisa Gham Diya
Mujh Ko Aisa Humdam Diya
Ankhon Ko Jisne Num Diya
Yeh Dil Dardon Se Hai Bhara
Qismat Ne Aisa Gham Diya
Mujh Ko Aisa Humdam Diya
Ankhon Ko Jisne Num Diya
Rabba Rasta Koi Dikha
Music

Sooni Mann Ki Galiyan Hain
Door Tak Andhera Hai
In Paraye Logo Mein
Koi Bhi Na Mera Hai

Music

Gham Ka Humpe Saaya Hai
Chain Bhi Na Paya Hai
Ranjishon Ne Mere Dil Ko
Raat Din Rulaya Hai

Music

Dil Kabhi Dhadkta Tha
Ab Toh Yeh Tadapta Hai
Arzoo Nahi Koi
Jalta Hai Sulagta Hai
Waqt Aisa Aayega
Socha Na Tha Kabhi
Khwaab Saare Toote Toote
Roothi Hai Khushi (Roothi Hai Khushi)

Music

Dard Mere Yeh
Ankhon Se Behte Hai
Chup Ho Zubaan Toh
Yeh Dil Se Kehte Hain
Kaise Uljhane Hain
Kaise Chayi Bebasi
Khwaab Saare Toote Toote
Roothi Hai Khushi
Qismat Ne Aisa Gham Diya
Mujh Ko Aisa Hum Dum Diya
Ankhon Ko Jisne Num Diya
Yeh Dil Dardon Se Hai Bhara

Yeh Na Thi Hamari Qismat Nabeel Shaukat Ali Lyrics In Hindi



दर्द मेरे ये
आँखों से बहते हैं
चुप हो जुबान तोह
ये दिल से कहते हैं
कैसे उल्झाने हैं
कैसे चाय बेबसी
ख़्वाब सारे टूटे टूटे
रूठी है खुशी
क़िस्मत ने ऐसा गम दिया
मुझे को ऐसा हमदम दिया
आँखों को जिने नुम दिया
ये दिल दर्द से है भरा
क़िस्मत ने ऐसा गम दिया
मुझे को ऐसा हमदम दिया
आँखों को जिने नुम दिया
रब्बा रास्ता कोई दिखा
संगीत

सूनी मन की गलियां हैं
दूर तक अँधेरा है
पराए लोगो में
कोई भी ना मेरा है

संगीत

गम का हमपे साया है
चैन भी ना पाया है
रंजीशोन ने मेरे दिल को
रात दिन नियम है

संगीत

दिल कभी धड़कन था
अब तो ये तदता है
आरज़ू नहीं कोई
जलता है सुलगता है
वक़्त ऐसा आयेगा
सोचा ना था कभी:
ख़्वाब सारे टूटे टूटे
रूठी है खुशी (रूठी है खुशी)

संगीत

दर्द मेरे ये
आँखों से बहते हैं
चुप हो जुबान तोह
ये दिल से कहते हैं
कैसे उल्झाने हैं
कैसे चाय बेबसी
ख़्वाब सारे टूटे टूटे
रूठी है खुशी
क़िस्मत ने ऐसा गम दिया
मुझे को ऐसा हम दम दिया
आँखों को जिने नुम दिया
ये दिल दर्द से है भरा

Yeh Na Thi Hamari Qismat Nabeel Shaukat Ali Official Video Song Mp4

FAQ About Yeh Na Thi Hamari Qismat Song By Nabeel Shaukat Ali

Q1. Who Is The Singer Of Yeh Na Thi Hamari Qismat Song?

Ans. Yeh Na Thi Hamari Qismat Song Is Sung By Nabeel Shaukat Ali.

Q2. Who Is Writter Of Yeh Na Thi Hamari Qismat Song?

Ans. Lyrics of Yeh Na Thi Hamari Qismat Song is Written by Khadim Hussain.

Q3. Who Is Music composer Of Yeh Na Thi Hamari Qismat Song?

Ans. Music of Yeh Na Thi Hamari Qismat Song is composed By Nabeel Shaukat Ali.

Post a Comment

0 Comments