Mohlat OST Nabeel Shaukat Ali X Nirmal Roy Urdu Song Lyrics

Mohlat Is Fresh Urdu Mp3 Audio Song Is From The Pakistani TV Serial Drama Mohlat Sung By Nabeel Shaukat Ali X Nirmal Roy Lyrics Of The Mohlat Song Is Penned By Qamar Nashad And Music Of The Mohlat Is Directed By Naveed Nashad.

Mohlat Nabeel Shaukat Ali X Nirmal Roy Details

Song Name - Mohlat
Singer - Nabeel Shaukat Ali X Nirmal Roy
Music Director - Naveed Nashad
Lyrics Writter - Qamar Nashad

Mohlat Nabeel Shaukat Ali X Nirmal Roy Original Urdu Song Lyrics



Kaise Kahen Hum
Apni Dastaan
Behte Hain Ansoo
Chup Hai Zubaan

Koi Toota Taara Mujhe
Gham De Gaya Hai
Apno Ne Jo
Zakham Dia Hai

Mola Koi Sunta Nahi
Meri Duhayi
Chubne Lagi Hai
Mujhe Yeh Tanhai

Mohlat Koi Mujh Ko
Thori Si Dede
Ya Mere Dil Ka
Dharkana Bhi Lele

Mohlat Koi Mujh Ko
Thori Si Dede
Ya Mere Dil Ka
Dharkana Bhi Lele

Ohooo... Music

Rafta Rafta Toot Rahin
Saari Zanjirein
Ban Ke Phir Kyun
Rooth Gaye Meri Takdeerein

Rait Ki Deewaron Si
Haath Ki Lakeerein
Mujhpe Hasti Khushiyan
Dil Mera Cheerein

Mola Koi Sunta Nahi
Meri Duhayi
Chubne Lagi Hai
Mujhe Yeh Tanhayi
Yeh Tanhayi..

Music

Koi Na Puche Mujh Se
Meri Dil Ki Tanhayi
Kitne Tukron Main Hai
Bikhri Meri Parchayi

Kia Sitam Hai Sunta
Nahi Koi Duhayi
Mujh Ko Mere Gham Se
De Koi Rihaayi

Mola Koi Sunta Nahi
Meri Duhayi
Chubne Lagi Hai
Mujhe Yeh Tanhayi

Mohlat Koi Mujh Ko
Thori Si Dede
Ya Mere Dil Ka
Dharkana Bhi Lele

Mohlat Koi Mujh Ko
Thori Si Dede
Ya Mere Dil Ka
Dharkana Bhi Lele


Mohlat Nabeel Shaukat Ali X Nirmal Roy Lyrics In Hindi



कैसे कहें हम
अपनी दास्तान
बहते हैं अनसू
चुप है जुबान

कोई टूटा तारा मुझे
गम दे गया है
अपनो ने जो
ज़खम दिया है

मोला कोई सुनता नहीं
मेरी दुहाई
चुबने लगी है
मुझे ये तन्हाई

मोहलत कोई मुज को
थोरी सी देदे
या मेरे दिल का
धरकाना भी लेले

मोहलत कोई मुज को
थोरी सी देदे
या मेरे दिल का
धरकाना भी लेले

ऊऊ... संगीत

रफ्ता रफ्ता तूत रहीनी
सारी जंजीरें
बन के फिर क्यों
रूथ गए मेरी तकदीरें

रात की दीवारों सी
हाथ की लकीरें
मुझे हस्ती खुशीयां
दिल मेरा चीरें

मोला कोई सुनता नहीं
मेरी दुहाई
चुबने लगी है
मुझे ये तन्हाई
ये तन्हाई..

संगीत

कोई ना पुछे मुझसे से
मेरी दिल की तनहाई
कितने टुकरों मैं है
बिखरी मेरी परचायी

किया सीताम है सुनता
नहीं कोई दुहाई
मुझे को मेरे गम से
दे कोई रिहायिक

मोला कोई सुनता नहीं
मेरी दुहाई
चुबने लगी है
मुझे ये तन्हाई

मोहलत कोई मुज को
थोरी सी देदे
या मेरे दिल का
धरकाना भी लेले

मोहलत कोई मुज को
थोरी सी देदे
या मेरे दिल का
धरकाना भी लेले

संगीत

Mohlat Nabeel Shaukat Ali X Nirmal Roy Official Video Song Mp4

FAQ About Mohlat Song By Nabeel Shaukat Ali X Nirmal Roy

Q1. Who Is The Singer Of Mohlat Song?

Ans. Mohlat Song Is Sung By Nabeel Shaukat Ali X Nirmal Roy.

Q2. Who Is Writter Of Mohlat Song?

Ans. Lyrics of Mohlat Song is Written by Qamar Nashad.

Q3. Who Is Music composer Of Mohlat Song?

Ans. Music of Mohlat Song is composed By Naveed Nashad.

Post a Comment

0 Comments